Proposal in Nana Patekar style
Kaise batau main tumhe, tum mere liye kaun ho
Kaise batau main tumhe, tum mere liye kaun ho
Tum dil ki dhadkan ho, andhere mein deep jalaye woh roshni ho
Khush hu, toh gaana gaane ka maan kare woh sangeet ho
Jab akela mehsoos karoon, jiske kandhe pe sar rakhkar sone ka maan kare woh meet ho
Kaise batau main tumhe, tum mere liye kaun ho
Tum ek ghazal ho, Jo sham ko sharab ka ek-ek ghuth pite samay sunne ka maan kare
Kaise batau main tumhe, tum mere liye kaun ho....! 😍
Comments
Post a Comment